Har Roz Imtehan sey Guzaara
Tu Main Gaya
Tera to Kuch Gaya kuch nahi
Maara tu main Gaya
Jub tak main tare pass tha
Bas tare pass tha,
Tu Ne Zameen pey
Utaara Tu main Gaya
Ye Taaq ye Chraagh Mere
Kaam k Nahi,
Aaya Nahi Nazar wo dobaara
Tu Main Gaya
Apni Anna K Ainey Zanjeer
Tour kar,
Dushman ne b Madad ko
Pukkrara to main Gaya
Tari shakhsiyat asal mein mari
Shaksiyat hai,
Tu muj sey aik baar be Hara
Tu main Gaya