SPECIAL PRAYER FOR JUMA TUL WIDA Irshad-e-Nabvi (S.A.W) hai…”jis shakhs ki namzain qaza ho gae hon aur tadad na maloom ho , to wo Ramzan kay akhri Juma (juma tul wida) kay din 4 rakat namaz ek salam sa is
tarha parhay k har rakat ma sorah FATIHA k baad sorah IKHLAS 25 bar , AYAT-AL_KURSI 7 bar , Sorah KAUSAR 15 bar parhay……….aur namaz k baad 1 tasbeeh DAROOD ki tilawat kray. Agr 700 saal ki namazain bhi kaza hon ge to is ka kufara ye namaz hai.